Badmash shayari is all about bold words and a confident attitude that makes you stand out. It’s not only about being daring but also about expressing strength, loyalty, and self-respect. These lines capture the essence of swag shayari, attitude shayari, and fearless expressions that command respect.
Whether you use them to playfully tease friends or to deliver a powerful message, badmash shayari leaves a lasting impression. Combining style, humor, and attitude, these lines are perfect for anyone who speaks their mind boldly and without hesitation.
Badmash Shayari
Sharif hain sharafat se,
Warna badmaashi mein hum bhi kam nahi.
Tu hum do yaaron ki yaari tod de,
Beta itna toh tere baap mein bhi dum nahi.
Izzat karne walon ko apne sar par bitha kar rakhta hoon,
Baaki sab ko unki auqat mein rakhta hoon.
Hum se akad aur auqat ki baat mat karna,
Beta lagta hai tumhare sar par tumhari maut mandra rahi hai.
Aur humein seedha saadha jaan kar halki mein mat lena,
Beta abhi kaha tumne humari poonch dekhi hai.
Jab school mein hoti thi ladai,
Saare master ka shak hum par jaata tha.
Ek toh hum class ke backbencher,
Doosra badmaashi mein naam top par aata tha.
Badmash Wali Shayari
Auqat ki baat mat kar jis gali mein hum qadam rakhte hain,
Dushman bhi kehte hain, “Chalo rasta do, sher aa raha hai.”
Ghulami toh sirf hum apne maa-baap ki karte hain,
Duniya ke liye toh kal bhi nawab the aur aaj bhi nawab hain.
Badmaashi ka bhoot tera bhi utaarenge,
Jab teri mulaqat hum se hogi.
Maana badmaashi mein tera naam bada hai,
Par humein maarna itna aasan nahi,
Humare peeche humare bhaiyon ka kafla khada hai.
Badmash Poetry in English
Itni kam umar mein ladhna seekh gaye,
Khoon kharaba, zehar ugalna seekh gaye.
Kab chidiya ke bachche udna seekh gai,
Saanp ke bachche ped par chadhna seekh gaye.
Na mantri ka londa main,
Na bachpan mein dekhi thi Khalnayak thi.
Curfew lag gaya tha shahar mein,
Vaardat itni bhayanak thi.
Koi dhamki de kar bach gayi,
Janab itne shareef toh hum bhi nahi.
Arey beta, tumhari aadat ban gayi hai humare raaz logon ke saamne kholna,
Beta reed ki haddi mein sahara hai na, toh humare saamne bolna.
Hum se dushmani utni hi karna,
Jab kal ko tumko ghar se nikalne mein masla na ho.
Hum shareef kya huye,
Puri duniya hi badmaash ban gayi.
Hum se panga lena mehnga pad jaayega,
Naam kamaya hai, mazaak banane ka nahi.
Badmash Dosti Shayari
Hum wo sheher ki gali hain jahan kadam sambhal ke rakh,
Yahan izzat bhi dete hain aur aukat bhi dikhate hain.
Dost ban ke chain se reh,
Warna dushman ban ke saans lena bhi mushkil kar dunga.
Hum se dosti mehnga nahi,
Lekin dushmani ka hisaab bohot mehnga padta hai.
Shehar mein hamara naam le kar log seedhe ho jaate hain,
Hum wo badmash hain jo izzat se badmash hain.
Hathiyar ki zaroorat nahi,
Bas naam sun ke log seedhe ho jaate hain.
Jab hum muskurate hain toh samajh lo game shuru ho chuka hai,
Aur jab khamosh ho jaate hain toh samajh lo game khatam.
Attitude Shayari in Hindi
Aajao badmashi karke dikhao,
Hum maujood hain dekhte hain,
Tum kitni badmashi karte ho.
Zara sambhal kar karna gairoon ko hamari burai,
Kyunki jinko tum jaa kar batate ho,
Woh khud humein aa kar batate hain.
Waqt ke sath sath aadatein badalti hain,
Bure kal bhi nahi the aur achhe aaj bhi nahi hain.
Maine samjha hi nahi tumko mad-e-muqabil apna,
Tum yunhi banny phirte ho mukhalif mere.
Dimag kharab mat kar,
Na teri arzi se aur na meri arzi se maut aani hai,
Aur address jaan kar kya kar lega,
Maut toh Khuda ki marzi se aani hai.
Mere mutaliq jaisa chahen ap sochain,
Mai duniya mein ap ko raazi karne nahi aya.
Humari entry hi kafi hai bhai,
Log naam nahi lete — seedha kehte “Woh aa gaya bhai!”
Shayari Badmash
Dushman janty hain hum se khelnay ki maza kya hai,
Par bhool jaate hain ke sher kabhi circus ka hissa nahi banta.
Humari khamoshi ko kamzori mat samajhna,
Badmashi toh hum khoon ke saath laaye hain.
Bhai hum wo chapter hain jise samajhna mushkil hai,
Badmashi humari kitab ka asal silsila hai.
Humari dosti mein jaan hai,
Aur dushmani mein tufaan hai.
Sher ki tarah rehte hain hum,
Samundar jaise gehre hain hum.
Hum shauk se nahi, zarurat se badmash bane,
Logon ne humein badmash bana diya.
Conclusion
In conclusion, Badmash Shayari showcases confidence, boldness, and a fearless attitude in every line. Each verse reflects strength, pride, and a strong sense of identity. These shayaris not only entertain but also inspire a fearless and daring mindset. They highlight loyalty, respect, and the power of friendship and rivalry alike. Ultimately, Badmash Shayari captures the essence of living life on your own terms with courage and style.